Poorvi Koutish
Jaana Kahan Song Lyrics
Tham kar ungliyan hawaon ke eak baadal jo chalta hai
Gum hai wo bhi kisi safar mein magar usko maloom hi nahi hai abhi jana kahan ?
Kyun ?
Sitaare mil gaye
Kinaare mil gaye
Ishaare mil gaye
Jaise ho dhuan
Kyun?
Sitaare mil gaye
Kinaare mil gaye
Ishaare mil gaye
Jaise ho dhuan
(Dhuan-Dhuan-Dhuan)
Hum jo ruk gaye
Lamhe chal pade
Lamhe ruk gaye
Hum jo chal pade
Lekin yeh rashte
Kiske waaste
Humse puchte
Jaana kahan ?
Hmm jaana kahan ?
Jaana kahan ?
Jaana kahan ?
Ye jo bhi hai batein
Baton ki parchai
Behti hai yeh mujhme
Mere sang sang hai aayi
Mujhse kehti.. aarziyan
Kya hai ishki marziyaan
Kya hai?
Hmm kyun?
Khamoshi ne chua..
(Chua-chua)
Paheli hai dua
Hamesha yeh hua
Aankhein titliyan
Neendon ke mukaam
Aab bhi hai khade
Sapne aur khile
Udte hi phire
Lekin ye raashte
Kiske waaste
Humse puchte
Jaana kahan ?
Jaana kahan ?
Jaana kahan ?
Jaana kahan ?
Hmm Jaana kahan ?
Haan Jaana kahan ?
Hamari zindagi bhi eak safar ka naaw hai
Jisme musafir ko khud aapni ungliyan thame,
Azab se raaston par khud se chalkar, khud talak hi aana hota hai
DESCRIPTION
Song Name – Jaana Kahan
Singer – Poorvi Koutish
Lyrics – Tripurari
Music – Dhrubo
Song Label – Zee Music Company
Release Date – 21 Dec, 2018