Seedhe Maut
Kyu Song Lyrics
Aisa lage yahan cheen ke hi lena hai
Jo lena hai dilane wala koi nai hai
Yahan sona hai to aankhe khole soo
Tere peeche yahan sulaane wala har koi hai
Aankhein kholo dekho
Aankhein kholo dekho
Baapu bole koi gaal pe tamacha de
Toh dooja bhi usi ke aage dedo
Main bola kyu haan?
Aise hi jane doon kyu
Dahaadu jaise King Kong
Bhaage saare keede kabhi sapne the free ke
Ab yeh mujhi ko khareede
Pade peeche mere, kyu haan?
Aise hi jaane doon kyu
Hai ghisa maine teen saal khudko
Main jaaga teen raat aankh laal meri
Likhi teen baat tere liye
Fir kyu haan?
Aise hi jane doon kyu
Yeh jo ek baar chali jaaye
Woh baazi fir laut ke na aaye
Khoo jaye, kaha jaye
Woh ho jaye beta phew haan
Toh fir aise hi jane doon kyu
Aise hi jane doon kyu
Aise hi jane doon kyu
Ye waqt tera aaka hai
Yahi tera dost, tera saanjha hai
Ye ghaaw bhar jaata hai
Yahi ghaaw kar jaata hai
Chala haatho ki lakeero pe nigahe kari teekhi
Mehangi padi badi jyada to salahe li thi free ki
Likhi beeti padi badha thi kitabe meri feeki
Jeeti ghadi ghadi aasha kari mirchi bhi meethi
Maari seeti poora desh ghoom gaya
Dil ki suni toh poora desh moot gaya
1 mahina khinchega tera hafta
Aadhe aashiqo ko yahan pe kalesh choom gaya tha main
Baitha kone mein thi nazare sabhi pe
Jigra ni kisi pe, ye dhee ke
Paiso ke pujari, bane fire inki battiya banadi
Fir jala diya vo bhi bina ghee ke
Maut aaye Seedhe
Seedhe hote kaash ke ye
Par nikale ye chini se bhi zada meethe
Mera waqt haath se nikle ho jaise ret
Dekh ke bhi dikha ni ye jhooth tha safeed shayad
Sahi aur galat ab koi mayne na rakhe mere liye
Hoon main ek gayak, ek laayak, ek naayak
Leke chalun apne upar ek daayatv
Ke tu duniya meri nazaro se bhi dekh shayad paega kabhi
Poora khel yahan haath dhare baitha
Mera kaam shamsaan tha banana
Tere liye gyaan maine bata
Fir jhaank meri aankho and bol mujhe
kyu haan?
Aise hi jane doon kyu
Dahaadu jaise King Kong
Bhaage saare keede kabhi sapne the free ke
Ab yeh mujhi ko khareede
Pade peeche mere, kyu haan?
Aise hi jaane doon kyu
Hai ghisa maine teen saal khudko
Main jaaga teen raat aankh laal meri
Likhi teen baat tere liye
Fir kyu haan?
Aise hi jaane du kyu
Tha china poora ghar baar kabke
The theek hi kaali nazrein gadaye baithein
Keede pade inhe pade peeche mere
Kyu haan?
Toh fir aise hi jaane du kyu?
Aise hi jaane du kyu?
Aise hi jaane du kyu?
Janaab, din aaj ka ho
Ya rajaon ke jamane ka
Insaan sala har dar se nikal gaya hai
Chori ka, Nashe ka, Zindagi ka darr
Ek dar reh gaya
Samaaj ka darr, hain?
In sabne
Hadd kari duniya ki maanega to harr ghadi hathkadi
Pudiya nikaalega to zapt teri har kali
Hatt kar hi huliya kyu sunega kisiki khud hai
Jo kilsa sabhi se aisi gaandu kare harkat hi kyu?
Bani tumhaare liye suli
Par chadte tum sar par hi kyu?
Paisa nasha pyar hai banne laga dal-dal
Ye na, ye na chhode kabhi hone lagi khalbali
kyu na nikle muh se inke chu ab?
Bahoto ki khapi meri chavi kabhi paaoge na chuu ab
Main bhao bhi na doon ab bhale sade lage bura
Jisse bade gale lage churi ghope
Peeche laga ki goli gayi chu kar
Apne bhi tode dil kyu par?
Saalo se chaaro k beech hai kyu dar?
Kyu kar gaur aur inhi baaton pe foonk kar
Aye, trip fassi kyu sadi ye basi jhoot par
Hai thooth par
Dene ka do man bhidega to gandh
Failega sehle kya kehlega karu
Hasar aisa bhaida agar tere chehre ka
Kehr hai kyu kehneka bas fatti jab hai
Sunna sach hai poora desh ghoom gaya
Khudki sunni to saara game rule kiya
Maata bhagg ke chadhegi zyada fuddi milegi
Saali buddhi sooji to poora bhes bhool gaya
Bhala kyu haan?
kyu haan?
Aise hi jane doon kyu
Dahaadu jaise King Kong
Bhaage saare keede kabhi sapne the free ke
Ab yeh mujhi ko khareede
Pade peeche mere, kyu haan?
Aise hi jaane doon kyu
Hai ghisa maine teen saal khudko
Main jaaga teen raat aankh laal meri
Likhi teen baat tere liye
Fir kyu haan?
Aise hi jane doon kyu
Yeh jo ek baar chali jaaye
Woh baazi fir laut ke na aaye
Khoo jaye, kaha jaye
Woh ho jaye beta phew haan
Toh fir aise hi jane doon kyu
Aise hi jane doon kyu
Aise hi jane doon kyu
DESCRIPTION
Song Name – Kyu
Artist – Seedhe Maut
Album – Bayaan
Release Date – 11 Jan, 2019